Top 10 Hindi Blogger in India
Aaj Main Aapko Un Top
10 hindi blogger ke bare Batane wala hun Jinhone Apni Blogging ke jariye
Internet par apni Pehachan Banai Hai. Agar aap Ek blogger he to aapne jarur
kabhi na kabhi Google par search kiya hoga Top Hindi Blogger In India.
Jab Koi Blogging Shuru Karta hai to Wah Internet Par Best
Blog List ko jarur Dekhata hai. Jab Maine Blogging Shuru ki to maine bhi Top
Best Hindi Blog ke Bare me Janne ki koshish kit hi aur tab mujhe pata laga k
har kisi ke kuch blog ke bare me hi bataya hai aur tabhi maine soch liya tha ki
ek din me Internet par Research karke Best Hindi Blog List ke bare me Bataunga.
Aapki jankari ke liye bata du ki ek samay tha jab Hindi Blog
par Google Adsense Apne Ads Nhi Dikhata tha But 2014 me Google Adsense Ke accept kar liya ki Google par log Hindi
language me post parhna chahate hai Aur fir Google ke Ads ko Hindi Blogs par
Show kiya jane laga Aur aaj Bahut sare Blogger Isse aaj Lakho rupee kama rahe
hai.
Apna Blog kaise banaye
Google Adsense se 15 minute me approuvel kaise le
Aapko yeh Jankar badi Khushi Hogi ki ek Report ke anusar 2050
tak Internet par sabse jayada Hindi me samagri uplabdh hogi. Isiliye agar aap
Blogging shuru karna chahate hai to yahi time hai kyuki ane wale time me
competition kafi badne wala hai.
Waise to Internet par bahut sare Best Hindi Blog Hai parantu
maine is List me un Bloggers ke blog ko shamil kiya hai . Jinke Blogs par
Hajaro Log roj post parhne aate hai Aur sath hi Lakho paise bhi kamate hai.
Isliye Best Hindi Blog List Ko Alexa
Rank ko dhyan me rakhakar Banaya gya hai. Jin Bloggers ke Blog Ka Alexa Rank
200k Tak hai Maine unhi Blog Ko Best Hindi Blog List me shamil Kiya hai.
Yeh List Maine Internet Ke Vibhin Madhyam ka Istemal karke
Banai hai. Is List me Appko Top 10 Hindi
Blogger ke Kai Important Factor ke Bare me Knowledge milegi to chaliye
jante hai ye Important Factor Kon se hai.
--Webarchive
age
--Blogging
Topic
--Alexa
Rank in India
--Alexa
Rank in Globally
--Domain
Authority (DA)
--Page
Authority (PA)
--Daily
Unique Visitors
--Daily
Revenue
Humne in sabhi Blog ki income ke bare me bhi batane ka prayas
kiya hai jinko humne Internet ke Madhyamo ke Anusar Bataya hai. Isse New
Blogger Ko Kaam karne ke Liye Motivation Milega to chaliye jante hai India ke Top 10 Hindi Blogger ke bare me.
Top
10 Hindi Blogger in India 2020
1.
Gayni Pandiy
Is Blog ke Founder Mayur K Hai JInhone Blogging Ke
jariye Motivational Gyan Ko Hindi Language Me Pradan karne me inka bahut bada
yogdan hai. Is Blog par Aane wala har insan Motivated ho jata hai. Is Blog par
Apko Kai subjects par motivational Knowledge milta hai.
Best
Hindi Blog list me kyu
·
Webarchive age – 2014/11/27
·
Blogging Topic – Motivational, Quotes, Biography,
Motivational story, Fact and History etc.
·
Alexa Rank in india -1.2k
·
Alexa Rank in Globally -16.9k
·
Domain Authority (DA) -30/100
·
Page Authority (PA) -38/100
·
Daily
Unique Visitors -90,000
·
Daily
Revenue -$250
2.
Deepawali
Yeh ek All in One Blog hai Jaha par aapko Kai subjects
par Knowledge di jati hai. Is Blog me Bhi Hindi me Badi Matra me Samagri ko
Internet par uplabhad karane me mehatvpun bhumika mibhai hai.
Best
Hindi Blog List me Kyu
·
Webarchive
age -2013|03|01
·
Blogging
Topic – Quotes, hindi stories, motivational, health and all in one blog.
·
Alexa Rank in india -2.6k
·
Alexa
Rank in Globally -40.7k
·
Domain Authority (DA) -20/100
·
Page
Authority (PA) -26/100
·
Daily
Unique Visitors -85,000
·
Daily Revenue -$190
3.
Achhi
Khabar
Is
Blog Ke Founder Gopal Mishra hai Jinhone 2010 Me is Blog ko Banakar Apni
Blogging Ki Shuruat Ki thi. Is Blog Ka Uddeshye Apni Readers Ko Valuavle
Content Pradan Karna hai Aur Iske Blog ne 1 Lakh Per Day Page View Ka Target
achieve Kiya hai.
Best Hindi Blog List me Kyu
·
Webarchive
age -2010/09/29
·
Blogging
Topic – Quotes, Motivational story, Self Improvement and Success etc.
·
Alexa Rank in india -4.1k
·
Alexa
Rank in Globally -57k
·
Domain Authority (DA) -31/100
·
Page
Authority (PA) -37/100
·
Daily
Unique Visitors -80,000
·
Daily Revenue -$160
4.
Hindi
Ki Duniya
Yeh
Blog Kai Subjects Par Hai JO Hindi me jankari Pradan Karne Ka kam Karta Hai
Jaise Essay, Bhasan, Lekh, Poem Aur Fastivel Etc Yeh India Me Kafi Parha Jane
Wala Blog Hai Jiska Andaj aap Isake Alexa Rank Ko Dekhkar Laga Sakte hai.
Best Hindi Blog List Me Kyu
·
Webarchive
Age – 2010/09/09
·
Blogging
Topic – Niband, Bhasan, Lekh, Kavita, thyohar aur health topic etc.
·
Alexa
Rank In India – 5.3k
·
Alexa
Rank In Globally – 62.6k
·
Domain
Authority – 18/100
·
Page
Authority – 17/100
·
Daily
Unique Visitor -50000
·
Daily
Revenue - $186
5.
Catch
How
Yeh
Blog Famous Youtuber manoj Saru Ne 2016 Me Shuru Kiya Tha Is Blog Ki KHas Baat
hai ki Yaha Par Aapko Hindi article Parhne Ke Sath Video Dekhne Ko Bhi mil Jati
Hai. Inhone Apni Blogging Aur Youtube channel Ki Shuruwat Ek Chhote Se Laptop
se Ki thi Aur Internet Chalane Ke Liye 2G Mobile use karne the Aur Aaj ek Bahut
Bade Youtuber Aur Blogger Hai.
Best Hindi Blog List Me Kyu
·
Webarchive
Age – 2016/10/03
·
Blogging
topic – How to, Computer & Mobile, Technology And Education tips Etc.
·
Alexa
Rank In India – 5k
·
Alexa
Rank In Globally – 67.9k
·
Domain
Authority – 9/100
·
Page
Authority – 23/100
·
Daily
Unique Visitor – 38000
·
Daily
Revenue -- $125
6.
Hindi
Soch
Pawan
Kumar Jo Bulandshahar (U.P) ke Rehane wale hai Unhone Hindi Soch Ko 2013 Me
Shuru Kiya Tha Inka Uddeshye Hai Ki Wah Apni Matra Bhasha Hindi Ke Prati Logo
Ke Bhich Jagrukta Paida Kar sake. Pawan Kumar Bahut Bade Blogger hai Aur Unka
Sapna Hai Ki Wah Bade Scientist Banna Chahate Hai.
Best Hindi Blog List Me Kyu
·
Webarchive
age—2013/10/11
·
Blogging
topic – Motivational, Quotes, Biography and Motivational Story Etc.
·
Alexa
Rank In India – 6.3k
·
Alex
Rank In Globally – 87.1k
·
Domain
Authority (DA) – 24/100
·
Page
Authority (PA) – 26/100
·
Daily
Unique Visitors –41000
·
Daily
Revenue -- $135
7.
Hindi
Me
Jab
Bhi AAp Internet Par Technology Se Related Kux Bhi Search Karte hai To Aapko
Yeh Blog Sabse Jyada Dekhne Ko Milta hai. Yeh Ek Behatrin Blog Hai Jo
Technology Ke sath Kai Sare Subjects Par Likhata Hai Aur Is Blog Ke Post AAmtor
Par Google Me Pehle Rank Par Milte Hai Is Blog Ke Founder Chandan Hai AUr sath
Hi Do CO-Founder Sabina Aur Prabhanjna hai.
Best Hindi Blog List me Kyu
·
Webarchive
Age – 2016/02/08
·
Blogging
Topic – Blogging, SEO, Technology, Internet, Make Money Etc.
·
Alexa
Rank In India – 4k
·
Alexa
Rank In Globally – 68.8k
·
Domain
Authority –22/100
·
Page
Authority – 30/100
·
Daily
Unique Visitors – 30000
·
Daily
Revenue -- $90
8.
Support
Me India
Hindi
Blogger Is Blog Ke Bare Nhi Jante Ho AIsa Hona Shayad Asambhav hai yeh blog Jumedeen Khan Ne 2015 Me Start Kiya Tha
Jo Alwar Rajthan(India) Ke rehne wale Hai. Is Blog Par wah Blogging Aur SEO ke
Bare Me Hindi Me Jankari Dete Hai Is Blog Ka Uddeshye Hai Ki Wahe New Bloggers
Ko Weh Jankari Pradan Kar sakte Jise Wahe Internet Se Online Paise Kama Sake.
Best Hindi Blog List Me Kyu
·
Webarchive
age – 2015/07/15
·
Blogging Topic
– Make Money, SEO, Blogging, Wordpress, Technology, Internet, Sociel Media Aur
Business Etc.
·
Alexa Rank
In India – 8k
·
Alexa Rank
In Globally – 98k
·
Domain
Authority – 30/100
·
Page
Authority – 38/100
·
Daily Unique
Visitors – 27000
·
Daily
Revenue -- $85
9.
My
Big Guide
Is Blog Ke
Owner Abhimanyu Bharadwaj Hai. Jinhone Is Blog Ko 2014 Me Shuru KIya Tha Wah Is
Blog Par Hindi Me Computer AUr Technology Ki Jankari Pradan Karte Hai. Inka
Youtube Channel Bhi Hai Wah Blog Computer Shikhne Wale Student Ke Liye Kafi Helpful
Content Public Karte Hai.
Best Hindi Blog List Me Kyu
·
Webarchive
age – 2014/06/05
·
Blogging
topic – Computer, Internet, Tech Information And Computer Tips & Tricks
Etc.
·
Alexa Rank
In India – 6.2k
·
Alexa Rank
In Globally – 107k
·
Domain
Authority – 24/100
·
Page
Authority – 33/100
·
Daily Unique
Visitors – 25000
·
Daily
Revenue -- $80
10.
1Hindi
One Hindi
Blog Jinke Founder Bijay Kumar Hai. Wah Is Blog Par Health Tips se Lekar
Parsonal Development Har Tarah ki Jankari Dete hai.
Best Hindi Blog List Me Kyu
·
Webarchive
Age – 2016/01/06
·
Blogging Topic – Quotes, Health Tips, Stories, Tech
Tips And Personal Development Etc.
·
Alexa Rank
in India – 6.2k
·
Alexa Rank
In Globally – 97.7k
·
Domain
Authority – 22/100
·
Page
Authority – 27/100
·
Daily Unique
Visitors – 23000
·
Daily
Revenue -- $76
Nice post Helpful Content
जवाब देंहटाएं123movies
Fullmaza
TamilMV
9xBuddy
HDMovie99
MoviesCounter
YesMovies
TamilGun
Thanks for sharing information dear.. I am also a Best Hindi Blogger Hindi Neeti
जवाब देंहटाएंBest article ever - Deals Info
जवाब देंहटाएंAwesome COntent - BestElectroUSA
जवाब देंहटाएं
जवाब देंहटाएंक्या यह संभव है,बिना किसी CD,DVD या पेन ड्राइव के विंडो इनस्टॉल किया जा सकता है,जी हां, दोस्तों यह बिल्कुल संभव है। कुछ लोगों के पास न तो Pen Drive होता है
How To Install Windows 7|8|10 Without CD or Pendrive In Hindi